Sarkar nazar kardein by Tahir Qadry Naat Lyrics Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) : 

Mangata be sahara hai Sarkar nazar kardein
Khadim Ye Tumhara hai Sarkar nazar kardein

Har Roz naya dukh hai Ab toot gaya hun Mein
Mushkil se guzara hai Sarkar nazar kardein

Har Ek Sahabi ko Tumne hi Sawara hai
Mujko bhi Sawarna hai Sarkar nazar kardein

Siddiqo Umar Tumhi Sarkar se keh do naa
Jaisa bhi hai Apna hai Sarkar nazar kardein

Wo Ummi Rasulillah Jo Meer hai Tayba ke
Naam unka waseela hai Sarkar nazar kardein

Sarkar zamaane mein bas Aap ki chalti hai
Jo chaho Wo hota hai Sarkar nazar kardein

Rote hein bilakte hein Ushshaq Salami ko
Kehte hein ke aana hai Sarkar nazar kardein

Tahir ke labon par hai har saal bula lena
Kadmon hi mein marna hai Sarkar nazar kardein


हिंदी

माँगता बेसहारा है सरकार नज़र करदें
खादिम ये तुम्हारा है सरकार नज़र करदें

हर रोज़ नया दुःख है अब टूट गया हूँ में
मुश्किल से गुज़ारा है सरकार नज़र करदें

हर एक सहाबी को तुमने ही सवारा है
मुझको भी सवरना है सरकार नज़र करदें

सिद्दिक़ो उमर तुम्ही सरकार से कह दो ना
जैसा भी है अपना है सरकार नज़र करदें

वो उम्मी रसूलिल्लाह जो मीर हैं तयबह के
नाम उनका वसीला है सरकार नज़र करदें

सरकार ज़माने में बस आप की चलती है
जो चाहो वो होता है सरकार नज़र करदें

रोते हैं बिलकते हैं उश्शाक़ सलामी को
कहते हैं के आना है सरकार नज़र करदें

ताहिर के लबों पर है हर साल बुला लेना
क़दमों ही में मरना है सरकार नज़र करदें

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu