Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere Lyrics



Shere Bareli, Sher e Bareli, Sher e Bareli

Aashiq ke liye Rehmat , Baatil ke liye khanjar
Is Daure Pur fitan mein aaya hai dhaal ban kar

Shere Bareli, Sher e Bareli, Sher e Bareli

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere
Unchaa Tera makaam hai Ahmad Raza Mere

Waadi Raza ki ko hai Imaala Raza ka hai
Jis simt dekhiye Wo Ilaaka Raza ka hai

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere

Aglo ne to likkha hai bahot Ilme Deen par
Jo kuchh hai Is Sadi mein tanha Raza ka hai

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere

Aashiq ke liye Rehmat , Baatil ke liye khanjar
Is Daure Pur fitan mein aaya hai dhaal ban kar

Jo Usne likh diya hai Sanad hai Wo deen me
Ahle kalaam ki aabaru nukta Raza ka hai

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere

Dariya fasaahaton ke rawaan shaayari mein hai
Ye Sehle muntame hein ke lehja Raza ka hai

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere

Aashiq ke liye Rehmat , Baatil ke liye khanjar
Is Daure Pur fitan mein aaya hai dhaal ban kar

Jalwae Noor hai ke saraapa Raza ka hai
Tasweere Sunniyat hai ke chehra Raza ka hai

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere

Is Daure Pur Fitan mein nazar khush akidgi
Sarkaar ka karam hai waseela Raza ka hai

Maslak ka Tu Imaam hai Ahmad Raza Mere

Aashiq ke liye Rehmat , Baatil ke liye khanjar
Is Daure Pur fitan mein aaya hai dhaal ban kar




Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu