maslak ka tu imaam hai ahmad raza mere sher-e-bareli, sher-e-bareli, sher-e-bareli aashiq ke liye rehmat, baatil ke liye khanjar is daure pur fitan mein aaya hai dhaal ban kar shere bareli, sher e bareli, sher e bareli maslak ka tu imaam hai ahmad raza mere unchaa tera makaam hai ahmad raza mere waadi raza ki ko hai imaala raza ka hai jis simt dekhiye wo ilaaka raza ka hai maslak ka tu imaam hai ahmad raza mere aglo ne to likkha hai bahot ilme deen par jo kuchh hai is sadi mein tanha raza ka hai maslak ka tu imaam hai ahmad raza mere aashiq ke liye rehmat, baatil ke liye khanjar is daure pur fitan mein aaya hai dhaal ban kar jo usne likh diya hai sanad hai wo deen me ahle kalaam ki aabaru nukta raza ka hai maslak ka tu imaam hai ahmad raza mere dariya fasaahaton ke rawaan shaayari mein hai ye sehle muntame hein ke lehja raza ka hai ...