Aaye pyare Mustafa Marhaba Ya Mustafa Naat Lyrics



Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Momino Vakt e Adab Hai Amad e Mehbub e Rabb Hai
Jaae Aadab o Tarab Hai Amad e Shahe Arab Hai

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Abre Rehmat chha Gaya Hai kabe pe janda gada hai
Baab e Rehmat aaj Vahe Amad e Shahe Arab Hai

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Aane vala hai vo pyara dono alam ka sahara
Kaabe Ka chamka sitara Amad e Shahe Arab Hai

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Uttho Aya taj vala Arsh ki ankho ka tara
Sabka Ho Ae Mahe Tayba Salava Tullahi Alayk

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Amina Bibi Ka jaya Barvih Tarikh aaya
Sub'h Sadik ne sunaya Salava Tullahi Alayk

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Deen Ka Ho Bol bala sunniyo ka rukh ujala
Dushmano ka muh ho kala Salava Tullahi Alayk

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 

Is Jameel e Kadri par ho karam mehboob o davar
Chashmo dil kar do Munavvar Salava Tullahi Alayk

Aaye pyare Mustafa Aaye pyare Mustafa
Sab Pukaro Marhaba
Marhaba Ya Mustafa  Marhaba Ya Mustafa 


Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu