mere lab pe hai roz-o-shabana mere lab pe hai roz-o-shabana ya nabi ya nabi ka tarana ishq unki gali se hai mujhko aur khayalo mein hai aana jaana ya nabi ya nabi ka tarana tumko duniya mubarak ho logon mujhko aaqa aur unka gharana ya nabi ya nabi ka tarana bhikh mangu main kyukar kisi se shan unka hai dena dilana ya nabi ya nabi ka tarana apne aaqa ke sadqe mein jaaye unpe qurban mera gharana ya nabi ya nabi ka tarana likh de maula muqaddar mein mere unki nalain sar par uthana ya nabi ya nabi ka tarana khwaab sarfaraz maine dekha ho raha hun madine rawana ya nabi ya nabi ka tarana मेरे लब पे है रोज़-ओ-शबाना मेरे लब पे है रोज़-ओ-शबाना या नबी या नबी का तराना इश्क़ उनकी गली से है मुझको और खयालों में है आना-जाना या नबी या नबी का तराना तुमको दुनिया मुबारक हो लोगो मुझको आका और उनका घराना या नबी या नबी...