Roman (Eng) : Duniya mein Muje jo bhi mila jitna mila hai Sab kuchh ye Meri Maa ki Duaon ka sila hai Meri Maa Pyari Maa , Meri Maa Pyari Maa Gutti mein Muje mid-hate Sarkar mili hai Hoton pe tabhi sayyide Aalam ki Sana hai Sab kuchh ye Meri Maa ki Duaon ka sila hai Meri Maa Pyari Maa Meri Maa Pyari Maa Din Raat ye Mere , Wiraanon se wiraan the Mere Ab Gulshane Ummid ka har Phool khila hai Sab kuchh ye meri maa ki duaon ka sila hai Meri maa pyari maa Meri maa pyari maa Sunni hun mein chishti hun Sana Khwaane Nabi hun Kya kya meri taqdeer mein Khalik ne likha hai Sab kuchh ye meri maa ki duaon ka sila hai Meri maa pyari maa Meri maa pyari maa Maa baap ke utthe hue haathon ki badolat Dekho Mere Maalik ne muje kitna diya hai Sab kuchh ye meri maa ki duaon ka sila hai Meri maa pyari maa Meri maa pyari maa Yaad aaye wafa Maa ki toh beh jaate hein aansu Dar asal ye Sarkar ki Sunnat se wafa hai Sab kuchh ye meri maa ki duaon ka sila hai Meri maa pyari maa Meri maa pya...