Posts

Showing posts with the label nusrat fateh ali khan

Is Karam ka karun Shukr kaise ada Naat & Qwwali Lyrics / इस करम का करूं शुक्र कैसे अदा

is karam ka karun shukr kaise ada - English Naat Style Naat-Khwaan: Saiyyad Hasanullah Husaini ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah gham-e-aashiqi se pahele mujhe kaun jaanta tha tere ishq ne bana di meri zindagi fasaana shukr kaise ada... is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah lamha lamha hai mujh par nabi ki ata doston! aur maula se maangun main kya kya ye kam hai ke mere khuda ne mujhe apne mahboob ka ummati kar diya is karam ...

Koi to hai jo Nizame hasti chala raha hai | Wo hi Khuda hai Lyrics / कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है | वही ख़ुदा है

koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai - English koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai dikhaai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai nazar bhi rakkhe, sama'atein bhi wo jaan leta hai niyyatein bhi jo khana-e-la-sha'oor mein jagmaga raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai talaash usko na kar buton mein wo hai badalti hui ruton mein jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai dikhaai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है - Hindi कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है, वही ख़ुदा है, वही ख़ुदा है। दिखाई भी जो न दे, नज़र भी जो आ रहा है, वही ख़ुदा है, वही ख़ुदा है। नज़र भी रखे, समा'अतें भी, वो जान लेता है नीयतें भी। जो ख़ाना-ए-ला-शऊर में जगमगा रहा है, वही ख़...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया