Posts
Showing posts with the label naseer
- Get link
- X
- Other Apps
pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka Naat-Khwaan: Gulam Mustafa Qadri pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka wirse mein maine paaya hai, sadqaa hussain ka nabiyon ki roze hashr ye farmaishein na ho azaan ho bilaal ki, sajdaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka kaafi hai mere waaste, naqle ghame hussain chaltaa hai har jahaan mein sikka hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka iska saboot de diya asgar ki jhang ne sheron ka sher hotaa hai baccha hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka maidaane hashr ki muje kya fikr ho naseer bhaari hameshaa rehtaa hai paldaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का विरसे में मैंने पाया है, सदक़ा हुसैन का नबियों की रोज़े हश्र ये फ़रमाइशें ...
- Get link
- X
- Other Apps
chaand-taare hi kya dekhte reh gaye salle ala nabiyyina salle ala muhammadin chaand-taare hi kya dekhte reh gaye unko arzo sama dekhte reh gaye padke roohul ameen sura-e-wadduha surate mustafa dekhte reh gaye wo imaamat ki shab wo saf-e-ambiya muqtadi muqtada dekhte reh gaye wo gaye arsh tak aur roohul ameen sidratul muntaha dekhte reh gaye kya khabar kisko kab jaam-e-kausar mila ham to unki ada dekhte reh gaye nek-o-bad par hua unka yaksa karam log achchha bura dekhte reh gaye hoke gham aaye naseer unke jalwon mein hum shaan-e-rabbul ula dekhte reh gaye चाँद-तारे ही क्या देखते रह गए सल्ले अला नबीय्यिना सल्ले अला मुहम्मदिन् चाँद-तारे ही क्या देखते रह गए उनको अरज़ो समा देखते रह गए पढ़के रूहुल अमीन सूरा-ए-वद्दूहा सूरत-ए-मुस्तफा देखते रह गए वो इमामत की शब वो सफ़-ए-अंबिया मुक़्तदी मुक़्तदा देखते रह गए वो गए अर्श तक और रूहुल...
- Get link
- X
- Other Apps
ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai kal pul se hamein jisne, khud paar lagaana hai zahra ka wo baaba hai, hasnain ka naana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai aao dar-e-zahra par failaaye hue daaman hai nasl kareemon ki, lajpaal gharaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai izzat se na mar jaayein, kyun naam-e-muhammad par yunhi kisi din humne duniya se toh jaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai sarkaar-e-madina ki hun pasht-e-panaahi mein duniya ki hai kya parwaah, dushman jo zamaana hai ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): ab tangi-e-daamaa.n pe na ja aur bhi kuchh maang he.n aaj wo ma.il ba-'ata aur bhi kuchh maang har-chand ke aaqa ne bhara hai tera kashkol kam-zarf na ban haath bada Aur bhi kuchh maang sultaan-e-madina ki ziyaarat ki du'aa kar jannat ki talab chiz hai kya, aur bhi kuchh maang maana ke isi dar se ghani hoke utha hai fir bhi dar-e-sarkar pe ja aur bhi kuchh maang jin logo.n ko ye shaq hai karam unka hai mahdood un logo.n ki baato.n pe na jaa aur bhi kuchh maang de sakte he.n kya kuchh ke wo kuchh de nahi.n sakte ye bahes na kar, hosh me.n aa, aur bhi kuchh maang us dar pe ye anjaam hua husn-e-talab ka joli meri bhar bhar ke kaha, aur bhi kuchh maang pahuncha hai jo is dar pe tu reh-reh ke naseer aaj aawaaz pe aawaaz laga aur bhi kuchh maang Naat-Khwaan: Yusuf Memon Owais Raza Qadri हिंदी (HINDI): अब तंगी-ए-दामां पे न जा और भी कुछ मांग हैं आज वो मा'इल ब-'अता , और भी कुछ मांग हर-चंद के आक़ा ने भरा है तेरा कश्कोल कम-ज़र्फ़ न बन, हाथ बड़ा, ...
- Get link
- X
- Other Apps
Assalam Ya Husain Assalam Ya Husain Karbala ke Jaan-Nisaaron ko Salam Fatima Zahraa ke Pyaaron ko Salam Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Abbase Naamdaar hein Zakhmon se choor choor Us Paykare Riza ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Akbar se No-Jawaan bhi rann mein hue Shaheed Ham-Shakle Mustafa ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Bhai Bhatije Bhanje Sab ho gae Shaheed Har Laale Be-Bahaa ko Hamara Salam ho Asghar ki Nanhi Jaan pe Lakhon Salam ho Mazloomo Be-Khata ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Ho kar Shaheed Qaum ki Kashti Tira gaye Ummat ke Na-khuda ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Nasir Wila-e-Shah mein kehta hai baar baar Mehmaane Karbala ko Hamara Salam ho
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
Al Madad — Peeraan-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Immerse yourself in the heartfelt naat "Al Madad Peeraan-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer " . Below , you will find the complete lyrics presented in Roman Urdu , Hindi (Devanagari) , and Urdu (Rasm-ul-Khat) , so that every reader may connect and recite. If you enjoy this piece, explore more devotional naats and translations on naat-e-sarkar.com Al-Madad Peeran-e-Peer, Ghaus-e-Azam Dastageer ek roohani manqabat hai jo Hazrat Ghaus-e-Azam Shaykh Abdul Qadir Jilani رحمتہ اللہ علیہ ke rutba, karamaat aur maqam-e-wilayat ko bayan karti hai. Is kalam mein unki roohani qudrat, Ali al-Murtaza aur Hasnain ka saaya aur murdo ko zinda karne ki karamaat ka zikr hai. al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer ! rutba ye wilaayat me.n , ky...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ
labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...
Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ
sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri itna kaafi hai zindagi ke liye rakh le.n sarkar jo naukari ke liye sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke kisi shobe mein nakaam nahi hu.n sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n mere nijaat ka yahi raasta dikhai de allah mujko makka madina dikhai de roza-e-mustafa hai jaha.n par aye momino.n aashiq wahi.n pe jeeta aur marta dikhai de sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke hukmarano.n se darta nahi.n kabhi dollar se ya riyal se bikta nahi.n kabhi jis zehn me.n samaya hai faqat dast-e-karbala momin wo sar kataata hai jukta nahi.n kabhi sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n aaqa ka faisala wahi qudrat ka faisala mehshar mein hoga unki shafa'at ka fai...
Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...







.png)

