Aaye Mere Mustafa Marhaba sad Marhaba Lyrics
Mustafa Ya Mustafa ..... Mustafa Ya Mustafa
Mustafa Ya Mustafa ..... Mustafa Ya Mustafa
Sara Aalam keh utha Marhaba sad Marhaba
Aaye Mere Mustafa Marhaba sad Marhaba
Assalam Aye Jaane Jaan...
Khub badla hai zamana Mustafa kya aa gaye
Har jagah Aamad ka charcha Mustafa kya aa gaye
Mustafa Ya Mustafa Sara Aalam keh utha
Aaye Mere Mustafa Marhaba sad Marhaba
Kharch karta hi rahunga Mehfil-e-Milad par
Joli mein hai unka sadqa Mustafa kya Aa gaye
Mustafa Ya Mustafa Sara Aalam keh utha
De rahe hein Ambiya Sare Mubarak-badiyan
Isa ta Aadam ka naara Mustafa kya Aa gaye
Mustafa Ya Mustafa Sara Aalam keh utha
Kya bigadengi mera Tufan ki tugyaniyan
Mein nahin hun besahara Mustafa kya Aa gaye
Mustafa Ya Mustafa Sara Aalam keh utha
Mein Gulame Mustafa hun marte marte bolunga
Aakhari ye hoga kalema Mustafa kya Aa gaye
Mustafa Ya Mustafa Sara Aalam keh utha
Aaj bhi sab hein Ujagar Mustafa ke saaye mein
Tan gaya hai Shamiyana Mustafa kya Aa gaye
Mustafa Ya Mustafa Sara Aalam keh utha
Comments
Post a Comment