Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Lyrics by Shakeel Sindhu Qadri in English ~ Hindi


Roman (Eng) : 

Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena
Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina 

Chaaron taraf bahaarein , Ghar Ghar mein Ronakein hein
Waqte Taraawih dekho , Aabad Masjidein hein
Naatein padho Nabi ki , Karo Mehfile Shabeenaa

Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena
Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina 

Uttho jaldi Mominon Tum , karo Saheri ki Tayyari
Qurbaan karo Khuda par , Neend Apni Pyaari Pyaari
Naam Uska Zindagi hai , Kehte hein Isko Jeena

Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena
Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina 

Jee bhar ke loot Rehmat , Ramzaan ki hein Gadiyaan
Maangein Khuda se bakhshish , Ramzaan ki hein Gadiyaan
Phir aayega na Haathon , Anmol ye gageena

Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena
Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina 

Taybaa se door reh kar Duniyaa mein jeena kya hai
Ae'jaaz Meri Roti aankhon se Ye Duaa hai
Allah Hamein dikhaaye Isi Maah mein Madina

हिंदी :

चेहरे खिले खिले हैं , रोशन है सब का सीना
ऐसा बनाया रब ने , रमजान का महीना

चारों तरफ बहारें , घर घर में रौनकें हैं
वक़्ते तरावीह देखो , आबाद मस्जिदें हैं
नाते पड़ो नबी की , करो महफिले शबीना

उठो जल्दी मोमिनों तुम , करो सहेरी की तैयारी
क़ुर्बान करो खुदा पर नींद अपनी प्यारी प्यारी
नाम उसका ज़िन्दगी है , कहते हैं इसको जीना

जी भर के लूट रेहमत , रमज़ान की हैं गड़ियाँ
मांगें खुदा से बख्शीश , रमज़ान की हैं गड़ियाँ
फिर आएगा ना हाथों, अनमोल ये गगीना

तयबा से दूर रह कर दुनिया में जीना क्या है
एजाज़ मेरी रोती हुई आँखों से ये दुआ है
अल्लाह हमें दिखाए इसी माह में मदीना
chehry khilay khilay hain, shakeel sindhu qadri, chehry khilay khilay hain (ramzan ka mahina) || shakeel sindhu qadri ||, new ramzan naat, new naat sharif, new naat sharif 2020, best naat sharif, ramzan ka mahina, chehry khilay khilay hain lyrics, shakeel sindhu naat, chehry khilay khilay hain naat, chehry khilay khilay hain ramzan ka mahina shakeel sindhu qadri, new naat, ramzan naat, shakeel sindhu qadri new naat, shakeel sidhu qadri, shakeel sindhu qadri naat, chehry khilay khilay hain lyrics, naat lyrics, ramzan lyrics, ramzaan naat lyrics, hindi lyrics, hindi naat lyrics,

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا