Posts

Showing posts with the label Shakeel Sindhu Qadri

Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Lyrics by Shakeel Sindhu Qadri in English ~ Hindi

Roman (Eng) :  Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Chaaron taraf bahaarein , Ghar Ghar mein Ronakein hein Waqte Taraawih dekho , Aabad Masjidein hein Naatein padho Nabi ki , Karo Mehfile Shabeenaa Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Uttho jaldi Mominon Tum , karo Saheri ki Tayyari Qurbaan karo Khuda par , Neend Apni Pyaari Pyaari Naam Uska Zindagi hai , Kehte hein Isko Jeena Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Jee bhar ke loot Rehmat , Ramzaan ki hein Gadiyaan Maangein Khuda se bakhshish , Ramzaan ki hein Gadiyaan Phir aayega na Haathon , Anmol ye gageena Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Taybaa se door reh kar Duniyaa mein jeena kya hai Ae'jaaz Meri Roti aankhon se Ye Duaa hai Allah Hamein dikhaaye Isi Maah mein Madina हिंदी : चेहरे खिले खिले...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے