Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai Lyrics || Tauseef Raza


Jhoomo Jhoomo Milaad hai
Jhoomo Jhoomo Milaad hai

Marhabaa Sad Marhabaa 
Marhabaa Sad Marhabaa

Sarkaar ki Aamad Marhabaa
Dildaar ki Aamad Marhabaa
Maawa ki Aamad Marhabaa
Maljaa ki Aamad Marhabaa

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai
Marhabaa Ya Mustafaa Marhabaa Ya Mustafaa

Gali kuchon ko barki ki Kumkumon se Ham Sajaaeinge
Rasoole Haashmi ke Aane ki Khushiyaan Manaaeinge

Aamade Milaad hai Aamade Milaad hai 
Aamade Milaad hai Aamade Milaad hai 

Khudaa ke Shukr ki Khaatri Nabi ke Zikr ki Khaatir
RabiunNur mein Ham Naat ki Mehfil sajaaeinge

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai

Sarkaar ki Aamad Marhabaa
Dildaar ki Aamad Marhabaa
Maawa ki Aamad Marhabaa
Maljaa ki Aamad Marhabaa

Samaa hai Noor ka Aashiq ka Chehraa Jagmagaata hai
Sajaa ke Apna Ghar Usshaaq Taqdeerein Sawaareinge

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai
Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai

Khuda ke Noor the Jo Aamenaa ke Ghar mein aae the
Usi Noore Khuda ki Aamad ki Dhoomein machaaeinge

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai
Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai

Mere Maawa Mere Maljaa Mere Aaqa ki Aamad hai

Sarkaar ki Aamad Marhabaa
Dildaar ki Aamad Marhabaa
Maawa ki Aamad Marhabaa
Maljaa ki Aamad Marhabaa

Mere Maawa Mere Maljaa Mere Aaqa ki Aamad hai
Deewaane jhoom kar Galiyon mein Ye Naare lagaaeinge

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai
Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai

Wohi Din Eid ka hoga Nabi ke Is Gadaagar ka
Ubaide Qadari ko Jab Madine Wo bulaaeinge

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai
Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu