Qurbani ke Din aaye Nasheed Lyrics || Tahir Qadri sons

Qurbani ke Din aaye Khushiyan sath mein le aaye
Haan Haan Bakra Eid hai Ye to badhi Eid hai
Qurbani Qurbani Har Momin ki Pahechan hai

Qurbani ke Din aaye Khushiyan sath mein le aaye
Allah ki tofiq se Ham gaaye bakra le aaye
Ham Dil se Ham Dil se Qurbani karenge

Haan Haan Bakra Eid hai Ye to badhi Eid hai

Rab Ta'ala ke liye qurbani mein Ikhlas ho
Kash Hamse ho kabhi na riya Qurbani mein

Qurbani ke Din aaye Khushiyan sath mein le aaye
Allah ki tofiq se Ham gaaye bakra le aaye
Ham Dil se Ham Dil se Qurbani karenge

Gaaye aayi bakra aaya baccha baccha kehta hai
Hoti hai Inke labon par Ye sada Qurbani mein

Qurbani ke Din aaye Khushiyan sath mein le aaye
Allah ki tofiq se Ham gaaye bakra le aaye
Ham Dil se Ham Dil se Qurbani karenge

Haan Haan Bakra Eid hai Ye to badhi Eid hai

Ghost miskinon Yateemon ko bhi dena hai zaroor
Paaoge Is neki se Rab ki riza Qurbani mein

Qurbani ke Din aaye Khushiyan sath mein le aaye
Allah ki tofiq se Ham gaaye bakra le aaye
Ham Dil se Ham Dil se Qurbani karenge

Mominon shamil karo Rab ki riza Qurbani mein
Rab Ta'ala Tumko dega Fir Jaza Qurbani mein

Qurbani ke Din aaye Khushiyan sath mein le aaye
Allah ki tofiq se Ham gaaye bakra le aaye
Ham Dil se Ham Dil se Qurbani karenge



Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला