Milad Rahy Ga - Rabi ul Awal Naat 2020 || Haifz Tahir Qadri

Koi Gali aesi nahin Jo na saji ho
Koi bhi Ghar aesa nahin Jo na saja ho
Mehfilein Durood ki Niyaz Nabi Paak ki
Sharbat ki Sabeelein Maula ne ata ki
Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi wird rahega

Milad rahega Milad rahega
Aaqaki Mahobat mein Ghar baar sajayein
Chalo Sarkar ka Milad chalo milke manayein
Sarkar ka Milad chalo milke manayein

Jab talak dam mei hai dam
Muje Maula ki Kasam
Meri naslon mein chalega
Ye ruka hai na rukega
Milad rahega Milad rahega
Milad rahega Milad rahega

Sadaein Duroodon ki aati rahengi
Jinhein sun ke Dil Shaad hota rahega
Khuda Ahle Sunnat ko aabad rakkhe
Muhammad ka Milad hota rahega

Aaye Mere Mustafa Marhaba Ya Mustafa
Aaj hai Sab ki sada Marhaba Ya Mustafa
Badshahe Do Jahan Marhaba Ya Mustafa
Tum sa koi hai kahan Marhaba Ya Mustafa
Assalam Aye Jaane Jaan Marhaba Ya Mustafa
Keh rahe hein Inso Jaan Marhaba Ya Mustafa

Sara Zaman kahe Aaj koi na ruke
Sans chale ya ruke Na'ra ye lagta rahe
Marhaba Ya Mustafa

Char Yaron ki Sada Marhaba Ya Mustafa
Ahle Bayt ne kaha Marhaba Ya Mustafa
Gause Paak ne kaha Marhaba Ya Mustafa
Mere Raza ne kaha Marhaba Ya Mustafa
Mere Murshid ne kaha 

Gali Gali Nagar Nagar naara lagega
Milad rahega Milad rahega
Milad rahega Milad rahega

Islam ka Paygam sada zinda rahega
Sarkar Tera naam sada zinda rahega
Jab tak rahenge Duniya mein Usshaqq Salamat
Milad ka Ye Kaam sada zinda rahega

Koi Gali aesi nahin Jo na saji ho
Koi bhi Ghar aesa nahin Jo na saja ho
Mehfilein Durood ki Niyaz Nabi Paak ki
Sharbat ki Sabeelein Maula ne ata ki

Bachpan se Mein Milad manata hi raha hun
Ghar Baar Mohalle ko sajata hi raha hun
Mein Is se Juda rah nahin sakta Mere Yaaron
Sarkar ka Parcham Mein lagata hi raha hun
Marhaba Marhaba

Sarkar ka Milad chalo milke manayein
Ya Nabi Salam Alay Ya Rasool Salam Alay
Salawa Tulla Alayk

Milad ke Sadqe se Gulamon pe hai Rehmat
Miladiyon ki dekho Jahan bhar mein hai Izzat
Qabrein khuli to dekh ke hairan hai science
Aaqa ke Gualmon ke to Chehre bhi Salamat
Milad rahega Milad rahega
Milad rahega Milad rahega

Ho Hind mein Khwaja ke sabhi chahne wale
Ya Paak watan mein Mere Data ke Diwane
Milad to Har desh mein hota hi raha hai
Is baar ye jayega sitaron se bhi aage

Aaye Mere Mustafa Marhaba Ya Mustafa
Aaj hai Sab ki sada Marhaba Ya Mustafa
Badshahe Do Jahan Marhaba Ya Mustafa
Tum sa koi hai kahan Marhaba Ya Mustafa
Assalam Aye Jaane Jaan Marhaba Ya Mustafa
Keh rahe hein Inso Jaan Marhaba Ya Mustafa

Sara Zaman kahe Aaj koi na ruke
Sans chale ya ruke Na'ra ye lagta rahe
Marhaba Ya Mustafa

Char Yaron ki Sada Marhaba Ya Mustafa
Ahle Bayt ne kaha Marhaba Ya Mustafa
Gause Paak ne kaha Marhaba Ya Mustafa
Mere Raza ne kaha Marhaba Ya Mustafa
Mere Murshid ne kaha

Gali Gali Nagar Nagar naara lagega
Milad rahega Milad rahega
Milad rahega Milad rahega

Bacchn ko Muhammad ki Gulami ka batana
Aaqa ki Mahobbat Inhe Gutti mein pilana
Tum Aalo Sahaba ke Fazaeel bhi suna kar
Aashiq banaye hein Sunni bhi banana

Koi Gali aesi nahin Jo na saji ho
Koi bhi Ghar aesa nahin Jo na saja ho
Mehfilein Durood ki Niyaz Nabi Paak ki
Sharbat ki Sabeelein Maula ne ata ki

Milad hai Imaan Mera Kyun na manaun
Mehfil Duroode Paak ki Mein kyun na sajaun
Milad ke Munkir se Mera kaisa ta'alluk
Rishata Nabi ke Pyare Gulamon se nibhaun
Marhaba Marhaba
Sarkar ka Milad chalo milke manayein
Milad Milad Milad rahega

Namoose Sahaba ke Alam-daar rahenge
Azwaje Muqaddas ke Namak-khar rahenge
Ham se na hogi Bay'ate Daste Yazeed par
Ham Aale Muhammad ke wafadar rahenge
Milad rahega Milad rahega
Milad rahega Milad rahega

Anwar ki barsat hai Rehmat ki jadhi hai
Ye Aamena ke Laal ke aane ghadi hai
Sharbat ki Sabeelein hein Kahin Sarkar ka Langar
Khayeinge Ujagar ke Ye Milade Nabi hai

Koi Gali aesi nahin Jo na saji ho
Koi bhi Ghar aesa nahin Jo na saja ho
Mehfilein Durood ki Niyaz Nabi Paak ki
Sharbat ki Sabeelein Maula ne ata ki

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu