Posts

Showing posts from June, 2021

Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Naat Lyrics || Siddique Ismail

Noori Mehfil Pe Chaadar Tani Noor Ki Noor Faila Hua Aaj Ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Farsh Par Dhum hai Arsh Par Dhum hai Bad Nasibi hai Uski Jo Mehroom hai Fir Milegi Ye Shab Kisko Maloom hai Aam Lutfe Khuda Aaj ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Abre Rehmat hai Mehfil pe Chhaye hue Aasmaan se Malaeek aaye hue Khud Muhammad hein Tashreef laaye Hue Kaisi Ronak Fiza Aaj Ki Raat Hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Khub hone do Ashko ki Barsaat ko Do Salaami Muhammad ki Baraat ko Chum lo Chum lo Aaj ki Raat ko Shab Qadar ke Guman Aaj ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Maangalo Maangalo Chashme-Tar Maangalo Darde Dil aur Husne Nazar Mangalo Kamli waale ki Nagri mein Ghar Maangalo Maangane ka Maza Aaj ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Mominon...

Aarzu hai Mein bhi aaun Aapke Darbar mein Lyrics || Hafiz Abdulbasit Hassani Naqshbandi

Aarzu hai Mein bhi aaun Aapke Darbar mein Aake Haal-e-Dil sunaun Aapke Darbar mein Tarjumani kar na paye Dil ki Ye Meri Zuban Chup khada aansu bahaun Aapke Darbar mein Koi bhi Aaqa nahi hai Dard bante Jo Mere Zakhme Dil aa kar dikhaun Aapke Darbar mein Aapke Sadqe Mera Allah Karam farmayega Apne Allah ko manaun Aapke Darbar mein Kya hai Daman mein Mere Aaqa nidamat ke siwa Kuchh nahin Jo leke aaun Aapke Darbar mein Ab to bas Ik hi Tamanna hai Dil-e-Babar ki Ye Umr saari Mein bitaun Aapke Darbar mein

Ham Fakiron ko Madine ki gali Acchhi lagi || Hafiz Tahir Qadry

Image
Acchhi lagi Acchhi lagi Acchhi lagi Hame Acchhi lagi Acchhi lagi Aaqa Teri gali Acchhi lagi Maula Teri gali Ham Fakiron ko Madine ki gali Acchhi lagi Khusrawi Acchhi lagi na Sarwari Acchhi lagi Door the to Zindagi be-rang thi be-kaif thi Unke Kuche mein gaye to Zindagi Acchhi lagi Acchhi lagi Acchhi lagi Acchhi lagi Hame Acchhi lagi Acchhi lagi Aaqa Teri gali Acchhi lagi Maula Teri gali Ham na jayenge kahin bhi Dar Nabi ka chhod kar Hamko Koo-e-Mustafa ki chakri Acchhi lagi Khusrawi Acchhi lagi na Sarwari Acchhi lagi Ham Fakiron ko Madine ki gali Acchhi lagi Sohneya.... Sohneya.... Sohneya.... Sohneya.... Rakh diye Sarkar ke Kadmon mein Sultanon ne Sar Sarware Kauno Makan ki Sadgi Acchhi lagi Acchhi lagi Acchhi lagi Acchhi lagi Hame Acchhi lagi Acchhi lagi Aaqa Teri gali Acchhi lagi Maula Teri gali Aaj Mehfil mein Niaazi Naat jo Meine padhi Aashiqane Mustafa ko Wo badhi Acchhi lagi Khusrawi Acchhi lagi na Sarwari Acchhi lagi Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Click Here to ...

Akhtar Raza Mera || Tajushariya Mankabat || Hafiz Tahir Qadri

Image
Akhtar Rza Khan Tajus-Shariyya Akhtar Rza Khan Tajus-Shariyya Tera Paygam-e-Amal Maslake Aala Hazrat Daulate Ishqe Risalat hai Asasa Tera Wah Kya Rang hai Azhari Dulha Tera Noori Poshak hai Razwi hai Amama Tera Mere Maslak ki Aawaz Aala Hazrat ka Jaanbaaz Akhtar Raza Akhtar Raza Akhtar Raza Mera Hubahu Mufti-e-Aazam ki jalak hai Tuj mein Istiqamat ki bulandi pe hai Taqwa Tera Wah Kya Rang hai Azhari Dulha Tera Ahle Haq kehne lage Taaje Shariyat Tujko Johare Ilmo Amal Sabne jo dekha Tera Mere Maslak ki Aawaz Aala Hazrat ka Jaanbaaz Akhtar Raza Akhtar Raza Akhtar Raza Mera Apni Qismat pe sada naaz karenge Wo Log Dekha hai Jinki nigahon ne bhi chehra Tera Kyun na Qurban ho Dilo Jaan se Ham sab In par Shahe Asjad mein nazar aata hai Jalwa Tera Tere Hathon mein diya Hath to Fazle Rabb se Sath Jannat mein bhi Ham sab ko milega Tera Wah Kya Rang hai Azhari Dulha Tera Teri Tehreer se gayeel hein Nabi ke Dushman Tez hai khanjaro shamsheer se khama Tera Mere Maslak ki Aawaz Aala Hazrat ka Jaan...

Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil || Hafiz Tahir Qadri

Image
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil  Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil  Unke Zikr se Izzat hai Unke Zikr se Azmat hai Dam Dam Unka Zikr karun Isme Jaan ki rahat hai  Jaan mein Khudhbu Gole Dil Aaqa Aaqa bole Dil  Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil  Unka Darbare Aali Jis se Mujhme Hariyali  Khwabon mein Unka Roza Yaadon mein Unki Jaali  Unki Yaad mein Role Dil Aaqa Aaqa bole Dil Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil  Gham ki barish pe Ham hein Har Ek Aankh jo Purnam hein  Unke Dar par Dastak do Unka Dar hi Marham hai  Gham ki Girhe Khole Dil Aaqa Aaqa bole Dil  Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil  Uska Mukaddar Acchha hai Jo Tayba mein Rehta hai Dil hai Kitna Diwana Jo bhi Tayba jata hai  Uske sath hi hole Dil Aaqa Aaqa bole Dil  Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil   Ishq Jazeera hai Mera Ishq hai Mera Sarmaya  Jo bhi UJAGAR milta hai Ishq pe Pehle hai Parkha...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है