Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil || Hafiz Tahir Qadri

Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil 
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil 

Unke Zikr se Izzat hai Unke Zikr se Azmat hai
Dam Dam Unka Zikr karun Isme Jaan ki rahat hai 
Jaan mein Khudhbu Gole Dil Aaqa Aaqa bole Dil 
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil 

Unka Darbare Aali Jis se Mujhme Hariyali 
Khwabon mein Unka Roza Yaadon mein Unki Jaali 
Unki Yaad mein Role Dil Aaqa Aaqa bole Dil
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil 

Gham ki barish pe Ham hein Har Ek Aankh jo Purnam hein 
Unke Dar par Dastak do Unka Dar hi Marham hai 
Gham ki Girhe Khole Dil Aaqa Aaqa bole Dil 
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil 

Uska Mukaddar Acchha hai Jo Tayba mein Rehta hai
Dil hai Kitna Diwana Jo bhi Tayba jata hai 
Uske sath hi hole Dil Aaqa Aaqa bole Dil 
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil 

 Ishq Jazeera hai Mera Ishq hai Mera Sarmaya 
Jo bhi UJAGAR milta hai Ishq pe Pehle hai Parkha 
Is mizaan pe tole Dil Aaqa Aaqa bole Dil 
Aaqa Aaqa bole Dil Bahere Ishq me dole Dil

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi