Apne hi nahin Jo Nabiyon ke Sardar ki Baatein karte hein Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
Roman(Eng) :
Apne hi nahin Jo Nabiyon ke Sardar ki Baatein karte hein
Dushman bhi Mere Aaqa ke Kirdar ki Baatein karte hein
Wo honge Aur Jo Jannat ke Gulzar ki Baatein karte hein
Ham hein Aaqa ke Diwaane Sarkar ki Baatein karte hein
Apne hi nahin Jo Nabiyon ke Sardar ki Baatein karte hein
Dushman bhi Mere Aaqa ke Kirdar ki Baatein karte hein
Ye Shok Muje Majboor kare Mein Unke Naam pe bik Jaaun
Jab Log kahin bhi Tayba ke Baazar ki Baatein karte hein
Apne hi nahin Jo Nabiyon ke Sardar ki Baatein karte hein
Dushman bhi Mere Aaqa ke Kirdar ki Baatein karte hein
Har Simt Jamaal hai Aaqa ka, Ja kar to dekho Madine Mein
Taybaah ke Daro Deewaar sabhi, Sarkaar ki Baatein karte hein
Apne hi nahin Jo Nabiyon ke Sardar ki Baatein karte hein
Dushman bhi Mere Aaqa ke Kirdar ki Baatein karte hein
Ek Roz hoga Jana, Sarkaar ki Gali mein
Hoga Wahin Thikaana, Sarkaar ki Gali mein
Dil mein Nabi ki Yaadein, Lab par Nabi ki Naatein
Jana to Aese Jana, Sarkar ki Gali mein
Ek Roz hoga Jana, Sarkar ki Gali mein
Roze ko dekhne ko Aankhein hi Muztarib thin
Dil bhi hua rawaana Sarkaar ki Gali mein
Ek Roz hoga Jana Sarkar ki Gali mein
Aankhon ke Saamne aa jaaye Sab Jalwe Gumbade Khazra ke
Jab Log Unke Pyaare Pyaare Darbar ki Baatein karte hein

WasShams kahin WalLayl kahin Wal-Fajr kahin par farma kar
Quraan mein Rabbe Ta'ala bhi khud Yaar ki baatein karte hein

हिंदी(Hindi):
अपने ही नहीं जो नबियों के सरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
वो होंगे और जो जन्नत के गुलज़ार की बातें करते हैं
हम हैं आक़ा के दीवाने सरकार की बातें करते हैं
अपने ही नहीं जो नबियों के सरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
ये शोक मुझे मजबूर करे में उनके नाम पे बिक जाऊं
जब लोग कहीं भी तयबह के बाज़ार की बातें करते हैं
अपने ही नहीं जो नबियों के सरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
हर सिम्त जमाल है आक़ा का, जा कर तो देखो मदीने में
तयबाह डरो दीवार सभी, सरकार की बातें करते हैं
अपने ही नहीं जो नबियों के सरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
एक रोज़ होगा जाना सरकार की गली में
होगा वहीँ ठिकाना सरकार की गली में
दिल में नबी की यादें, लब पर नबी की नाते
जाना तो ऐसा जाना, सरकार की गली में
एक रोज़ होगा जाना सरकार की गली में
रोज़े को देखने को आँखें ही मुज़्तरिब थीं
दिल भी हुआ रवाना सरकार की गली में
एक रोज़ होगा जाना सरकार की गली में
आँखों के सामने आ जाये सब जलवे गुम्बदे ख़ज़रा के
जब लोग उनके प्यारे प्यारे दरबार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
अपने ही नहीं जो नबियों के सरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
वश्शम्स कहीं वल्लयल कहीं वलफज्र कहीं पर फरमा कर
क़ुरआन में रब्बे तआला भी खुद यार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
अपने ही नहीं जो नबियों के सरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
दुश्मन भी मेरे आक़ा के किरदार की बातें करते हैं
Mashallah subhanallah kitni khubsurat naat h
ReplyDeleteMashaAllah subhanallah
ReplyDeleteUrdu me likkar pdf rakho
ReplyDeleteMashaahaalh
ReplyDelete