Mere Sarwar Imam Husain Lyrics



Aaqa ke pyare Husain Siddiq ke pyare Husain
Farooq ke pyare Husain Usman ke pyare Husain

Haider ke pyare Husain Mere Hasan ke pyare Husain
Zahra ke pyare Husain

Fatima ka chand hai Husain Fatima ka chand hai Husain
Murtaza ki shan hai Husain Fatima ka chand hai Husain

Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain

Sarwar Imam Husain hai, Sultan Imam Husain
Khud Deen-e-Haq hai Deen ke nigehbaan Imam Husain

Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain

Hein Aap ke hi usba-e-kamil ke faiz se
Toheed ke chaman mein bahaara Imam Husain

Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain

Maula ki sarfarazi ka manzar nazar mein hai
Palkon pe kar raha hun charagan Imam Husain

Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain

Kijiye ata Rasheed ko Zille Liwa-e-Paak
Jab tap raha ho Hashr ka maidan Imam Husain

Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain




Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا