Apni nisbar se mein kuchh nahi hun Lyrics

Apni nisbar se mein kuchh nahi hun
Is karam ki badolat bada hun
Unke tukdon se a'ezaz pa kar
Taajdaron ki saf mein khada hun

Is karam ko magar kya kahun ga
Meine mana mein sab se bura hun
Jo buron ko samete hue hein
Unke kadomon mein bhi pada hun
Unke tukdon se a'ezaz pa kar
Taajdaron ki saf mein khada hun



Dekhta hun jab unki atayein
Bhul jata hun apni khataein
Sar nadamat se uthta nahin hai
Jab mein apni taraf dekhta hun

Shafa'e muztaba ke karam ne
Laaj rakhli mere khote pan ki
Nisbaton ka karam hai ke khalid
Khota hote hue bhi khara hun

Apni nisbar se mein kuchh nahi hun
Is karam ki badolat bada hun

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu