Qadira sarwara rehnuma dastagir LyricsQadiraa Sarwara Rehnuma Dastagir
Gause Aazam Imaame Mubee be-nazir

Al Madad Dastagir Al Madad Dastagir

Zikr se Tere tal jaayein sab Mushkilein
Naam se Tere Paayein Rihaaee Aseer

Al Madad Dastagir Al Madad Dastagir

Tere Zere Qadam Auliya Asfiya
Sarware Sarwaran Peere Roshan Zameer

Al Madad Dastagir Al Madad Dastagir

Tu Jise chaahe de Jis qadar chahe de
Teri bakhshish nirali ataa be nazir

Al Madad Dastagir Al Madad Dastagir

Kuchh nahin chaahate aur Tere siwa
Kaise Sultan hein Tere dar ke fakeer

Al Madad Dastagir Al Madad Dastagir

Ye wazifa hai har gham ka darma waqaar
Gause aazam madad al madad dastagir

Al Madad Dastagir Al Madad Dastagir

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)