Jab mahe tayba ki sine mein jalak pata hai dil
Jab mahe tayba ki sine mein jalak pata hai dil
Jalwa gahe arsh se aage nikal jaata hai dil
Ya Rasulallah ab to hazari ka izn ho
Aapke darbar mein jaata hai dil aata hai dil
Iztirabe gham mein donon hein barabar ke sharik
Dil ko samjata hun mein aur mujko samjata hai dil
Mein saza ka mustaheek hun ae shahe wala karam
Meri bad aamaliyon par kyun saza pata hai dil
Juz madina mustakee miska koi hal hi nahin
Aah ki betaab mozon se jo takrata hai dil
Jalwa gahe arsh se aage nikal jaata hai dil
Jab mahe tayba ki sine mein jalak pata hai dil
Jalwa gahe arsh se aage nikal jaata hai dil
Comments
Post a Comment