Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar dalo || डालो डालो नबी पर दुरूदों के हार || Lyrics


Roman(ENG):


Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 

Hai wahi Saahibe Taajo Meraaj hein
Ham Gulaamon ki Sarkaar hi laaj hein
Hein wohi Aasmanon ke naksho nigaar

Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 

Wo Jamilu-shiyam Wo shafi-ul Umam
Sahibe jood aur baadshahe karam
Jinka Isme giraami bhi hai shaahkar

Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 

Jinpe bheje Khuda khud Duroodo Salaam
Zikr ko Jinke Rabb ne diya hai Dawaam
Jo hue Rehmate Haq ke aayina daar

Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 

Bazme Qauno Makaan ko Sanwaara gaya
Khub har ek shay ko nikhaara gaya
Phir yahaan aaye Mehboobe Parwardigaar

Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 

Allah Allah Tashreef laaye Nabi
Wo Nabi Jinpe hai Khatm Paygambari
Jinpe hai Saari Duniya ka Daaro Madaar

Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 

Marhaba Marhaba Mustafa Mustafa
Aaye Yameen Duniya mein Khairul Wara
Saari Konain ka hai jo Izzo waqaar

Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar 
Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam 





हिंदी (HINDI):


डालो डालो नबी पर दुरूदों के हार
भेजो भेजो नबी पर दुरूदो सलाम

है वही साहिबे ताजो मेराज हैं
हम गुलामों की सरकार ही लाज हैं
हैं वही आसमानों के नक्शो निगार

डालो डालो नबी पर दुरूदों के हार
भेजो भेजो नबी पर दुरूदो सलाम

वो जमीलउश्शीयम वो शफीउल-उमम
साहिबे जूद और बादशाहे करम
जिनका इसमें गिरामी भी है शाहकार

डालो डालो नबी पर दुरूदों के हार
भेजो भेजो नबी पर दुरूदो सलाम

मरहबा मरहबा मुस्तफा मुस्तफा
आये यामीन दुनिया में खैरुल वरा
सारी कोनें का है जो इज़्ज़ो वक़ार

डालो डालो नबी पर दुरूदों के हार
भेजो भेजो नबी पर दुरूदो सलाम


Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا