noore nigahe aamina shokato shane fatima salle ala nabiyena salle ala muhammadin salle ala shafiyena salle ala muhammadin noore nigahe aamina shokato shane fatima tere hi dam kadam se hai ronake daare aayesha salle ala nabiyena salle ala muhammadin salle ala shafiyena salle ala muhammadin tujsa koi shakil hai aur na koi jameel hai tere hi dar ka paswa hazrate jibraeel hai salle ala nabiyena salle ala muhammadin salle ala shafiyena salle ala muhammadin tujse zamana sha'd sha'd sabke dilon mein teri yaad teri janab se kabhi koi gaya na na-murad salle ala nabiyena salle ala muhammadin salle ala shafiyena salle ala muhammadin apne dukhon ki dastan leke niyaze khasta jaan aaya bahot hi door se dar pe tere shahe shahan salle ala nabiyena salle ala muhammadin salle ala shafiyena salle ala muhammadin नूर-ए-निगाहे आमिना शोक़त-ओ-शाने फ़ातिमा सल्ले अला नबीयना सल्ले अला मुहम्मदिन सल्ले अला शफीयना सल्ले ...