Jab zulm ke badal chhane lage Muhammad aa gaye Lyrics

Jab zulm ke baadal chhane lage
Gulshan mein Gul Gumlane lage
Insaan jab Apni bacchi ko
Hai jeete jee dafnaane lage
Har simt Jafa wo Zulm ka Jab
Hai garm hua bazar

Muhammad aa gaye Muhammad aa gaye

Ye Jabr ke shole ab Abre Ikhlas se Sab buj jayenge
Sab kaliyan lori gayenge Gulshan ke gul muskayenge
Har simt ujale bikhrenge Sab zulmo sitam mit jayenge
Jab Aamena Bi ki godi mein Sarkar Madina aayenge
Sab jum jum ke masti mein Ye bolega Sansaar

Muhammad aa gaye Muhammad aa gaye

Adam ki lagshish ko Rabb ne Jis ke Sadqe mein bakhsh diya
Machhli ke pet se Yunus ko Jis ke Sadqe Aazad kiya
Isa ne jiski Ummat mein Aane ka logon azan kiya
Aur Ibrahim ne khwahish ki To Rabb ne Unhe ye Muzda diya
Wo dekho Abdullah ke Ghar Sab Nabiyon ke Sardaar

Muhammad aa gaye Muhammad aa gaye

But khane saare kamp uthe Kaabe ke Sanam tharrane lage
Ab kufr ki zulmat khatm hui Duniya se andhere jaane lage
Tauhid ki kirne foot padee Har simt ujale chhane lage
Jab Aamena bi ke angan mein Sarkare Do Aalam aane lage
Har Rahbar logon bol uthe Ye kisra ki deewaar

Muhammad aa gaye Muhammad aa gaye

Comments

  1. Masha Allah.. Mujhe full liyrcs chahiye

    ReplyDelete
    Replies
    1. हिंदी लिरिक्स मोहम्मद आ गए

      Delete
  2. Ab koi bhi
    Betel ki
    Har shakhsh
    Har fard
    Darbar
    Insaf yakinan
    Sarkar ke ab Insaf

    ReplyDelete

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu