koi saleeqa hai aarzu ka koi saleeqa hai aarzu ka na bandagi meri bandagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa ke baat ab tak bani hui hai ata kiya mujhko dard-e-ulfat kahan thi ye pur-khata ki qismat main is karam ke kahan tha qaabil huzur ki banda parwari hai ye sab tumhara karam hai aaqa kisi ka ahesan kyun uthaaein kisi ko haalat kyun bataein tumhin se mangenge tumhni doge tumhare dar se hi loh lagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa aamal ki mere ahesaas kya hai bajuz nadaamat ke paas kya hai rahe salamat tumhari nisbat mera to ek aasra yahi hai ye sab tumhara karam hai aaqa basheer kahiye nazeer kahiye unhein siraaj-e-munir kahiye jo sar basar hai kalam-e-rabbi wo mere aaqa ki zindagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa tajalliyon ke kafil tum ho murad-e-qalb-e-khalil tum ho khuda ...