Kurban tuj par mere dilo jaa Ahmad Raza Khan Lyrics


Ahmad Raza Khan Ahmad Raza Khan

Kurban tuj par mere dilo jaa
Ahmad Raza Khan Ahmad Raza Khan

Bakhshish ne baaga tuj ko khuda de
Bakhshish ke baaga tera hai divaa


Kurban tuj par mere dilo jaa
Ahmad Raza Khan Ahmad Raza Khan

Vo ilm ki tune sham'a jalayi
Sab ahle sunnat tuj par hai naaza

Kurban tuj par.......

Tere kalam ki vo sur'atein vah
Ahl e kalam to ab tak hai hairan

Kurban tuj par.......

Noorani chehra sar par imama
Sada libas aur dadi numaya

Kurban tuj par.......

Dushman nabi ke darte hai tujse
Batil tere dam se larza v tarsa

Kurban tuj par.......

Ishk e nabi kya hai tune bataya
Aur kar diya tune mazboot imaa

Kurban tuj par.......

Lillah faani pe nazar e karam kar
Chhute sab iski adate isyaa

Kurban tuj par.......


Comments

  1. woh razā ke neza kī maar ĥai, ke ‘adūw ke seena maiN ghār ĥai,

    kisse chāra jaw’yī ka waar ĥai, ke yeh waar waar se paar ĥai
    Hafiz Ahmed Raza Qadri Naats

    ReplyDelete

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu