Zindagi Ek Kiraaye ka ghar hai Lyrics || Kawwali Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)
Roman(Eng) :
Maut Jab Tujko aawaaz degi , Ghar se baahar nikalna padega
Ruth jayeingi jab Tujse khushiyaan , Gam ke dhaanche pe dhalna padega
Waqt Aesa bhi aayega nadaan , Tujko kaanton pe chalna padega
Itna maazur ho jaayega Tu , Itna majboor ho jaayega Tu
Ye jo makhmal ka chola hai Tera , Ye kafan mein badalna padega
Kar le Imaan se Dil ki safaaii, Chhod de Chhod de Tu buraaii
Waqt baaki hai ab bhi sambhal ja , Warna dozakh mein jalna padega
Aesi ho jaegi Teri haalat , Kaam aayegi daulat na taakat
Chhod kar Apni unchi haweli , Tujko baahar nikalna padega
Jalwa e Husn bhi jaa baja hai , Aur khatra to bhi hai ziyaada
Zindagaani ka ye raasta hai , Har kadam par sambhal na padega
Baap Bete ye Bhai Bhatije , Tere saathi hein ye jeete jeete
Apne aangan se uthna padega , Apni chokhat se talna padega
Hai bahot hi buri chiz Duniya , Kyun samajta hai Duniya ko Apna
Baaz aa ja gunaahon se warna , Umar bhar Haath malna padega
Pyaar se sabko Apna banaale , Jis Qadar Ho sake Tu Dua le
Mat laga aag nafrat ki nadaan , Warna Tujko bhi jalna padega
Baal se bhi baarik hai rasta , Aur Talwaar se bhi tez tar hai
Uspe gathdi gunaahon ki lekar , Hashr mein Tujko chalna padega
Gam ke maron ki haalat pe nadaan , Has raha hai magar yaad rakhle
Ashk ban ban ke Aankhon se Apni , Ek Din Tujko dhalna padega
Qabr mein jis gadi jaayega Tu , Nekiyaan kaam aayeingi Tere
Baaz aaja gunaahon se warna , Hashr tak haath malna padega
Chaahta hai agar surkh rooi , Chaahta hai agar nek naami
Ye adaa chhodni hogi Tujko , Is chalan ko badalna padega
Hai agar Tujko Insaan ban na , To Yaksar Meri baat sun le
Chhodni hogi har ek buraai , Khwaahishon ko kuchalna padega
Zindagi Ek Kiraaye ka ghar hai , Ek na ek din badalna padega

हिंदी (Hindi):
ज़िन्दगी एक किराए का घर है , एक ना एक दिन बदलना पड़ेगा
मौत जब तुझको आवाज़ देगी , घर से बाहर निकलना पड़ेगा
रूठ जाएंगी जब तुजसे खुशियां, गम के ढाँचे में ढलना पड़ेगा
वक़्त ऐसा भी आएगा नादाँ , तुझको काँटों पे चलना पड़ेगा
इतना माज़ूर हो जायेगा तू , इतना मजबूर हो जायेगा तू
ये जो मखमल का चोला है तेरा, ये कफ़न में बदलना पड़ेगा
कर ले इमां से दिल की सफाई , छोड़ दे छोड़ दे तू बुराई
वक़्त बाकी है अब भी संभल जा, वरना दोज़ख में जलना पड़ेगा
ऐसी हो जायेगी तेरी हालत, काम आएगी दौलत ना ताकत
छोड़ कर अपनी ऊँची हवेली , तुझको बाहर निकलना पड़ेगा
जलवा-इ-हुस्न भी जा बजा है, और खतरा तो भी है ज़ियादा
ज़िंदगानी का ये रास्ता है, हर क़दम पर संभालना पड़ेगा
बाप, बेटे, ये भाई, भतीजे, तेरे साथी हैं ये जीते जीते
अपने आँगन से उठना पड़ेगा, अपनी चौखट से टलना पड़ेगा
है बहोत ही बुरी चीज़ दुनिया, क्यों समझता है दुनिया को अपना
बाज़ आजा गुनाहों से वरना , उम्र भर हाथ मलना पड़ेगा
प्यार से सबको अपना बना ले, जिस क़दर हो सके तू दुआ ले
मत लगा आग नफरत की नादाँ, वरना तुझको भी जलना पड़ेगा
बाल से भी बारीक है रास्ता, और तलवार से भी तेज़ तर है
उसपे गठड़ी गुनाहों की ले कर , हश्र में तुझको चलना पड़ेगा
गम के मारों की हालत में नादाँ, हस रहा है मगर याद रख ले
अश्क बन बन के आँखों से अपनी , एक दिन तुझको ढलना पड़ेगा
क़ब्र में जिस गड़ी जाएगा तू , नेकियाँ काम आएंगी तेरे
बाज़ आजा गुनाहों से वरना , हश्र तक हाथ मलना पड़ेगा
चाहता है अगर सुर्ख रुई , चाहता है अगर नेक नामी
ये अदा छोड़नी होगी तुझको , इस चलन को बढ़ना पड़ेगा
है अगर तुझको इंसान बनना, तो यकसर मेरी बात सुन ले
छोड़नी होगी हर एक बुराई , ख्वाहिशों को कुचलना पड़ेगा
Very best and meaningful song about life!! !!!!!!
ReplyDeleteMy favorite beautiful natt and my life part
DeleteBest❤️
ReplyDeleteVery very meaningful song
ReplyDelete