Ae Shahenshah-e – Madina, Assalatu Wassalam

Ae Shahenshah-e – Madina, Assalatu Wassalam
Zeenat-e Arsh-e Mu’alla, Assalatu Wassalam
Rabbi-Habli-Ummati Kehte Huway Paida Huay
Haq Ne Farmaya Ke Bakhsha, Assalatu Wassalam
Mu’mino Partay Raho Tum Apnay Aqa Par Durood
Hai Farishto Ka Wazifa, Assalat-o-Wassalam
Bud Shikan Aya Hai Keh Kar Sar Ke Balbut Ghir Pare
Jhoom Kar Kehta Tha Kaaba, Assalatu Wassalam
Jab Farishtay Qabr Mein Jalwa Dikha-e Aap Ka
Ho Zabban Par Pyaare Aqa, Assalatu Wassalam,
Mein Woh Sunni Hu Jamil-e Qadri Marnay Ke Baad
Mayra Laasha Bhi Kahe Ga, Assalatu Wassalam

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)