madine ke aaqa ! salamun 'alaik madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik zamee.n me.n muhammad, zamaa.n me.n muhammad makee.n me.n muhammad, makaa.n mein Muhammad har ek shay me.n jalwa rasool-e-KHuda ka salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik gunaaho.n ne gera . khataao.n ne gera musibat ne gera , balaao.n ne gera bacha lijiyega , bacha lijiyega salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik hamari bhi qismat banaado nabiji nasibaa.n bhi soya jagaado nabiji hame.n apna roza dikhaa-dijiyega hame.n fir madina bula lijiyega salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik na daulat talab hai , na shohrat talab ha...
Saiyada fatima slamulah alaiha ke sadaqe allah pak hum sub muslman ki magfirat ata farmaye... (AMEEN)
ReplyDeleteAmin
DeleteAmin
DeleteAmin
ReplyDeleteFatima zehra per salam her Nabi ke ummati ka
ReplyDelete