Ya Hayyu Ya Qayyum Ya Nooru Ya Allah Lyrics

Ya Hayyu Ya Qayyum Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Nooru Ya Allah Ya Nooru Ya Allah

Allah Allah Allah Allah Allah Alllah

Aamal nahi kuchh bhi Ye haal Hamara hai
Ek Teri hi Rehmat ka Allah Sahara hai

Din Raat gunahon mein kat te hein Mere Maula
Badkaar hein Mujrim hein Shaitan ne maara hai

Isyan ke Samundar meein dube chale jaate hein
Toofan ki lehrein hein aur door kinara hai

Har Roz nayi aafat tooti Tere Bandon par
Aalaame Masaeeb mein fir Tujko pukara hai

Kya arz karein Tuj se ab samne aankhon ke
Chalte hue gulshan ka Silsoz nazara hai

Mehboob ki ummat ka Maula Tu bharam rakhle
Tere Dare Daulat pe Daaman ko pasaara hai

Allah mile HAMI Un sabse nijaat Unko
Jin zehno pe muddat se gairo ka ijara hai

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर