Wo Soo-e-Laala Zaar Furte hein Lyrics

Wo soo e laala zaar firte hein
Tere Din Aye Bahaar firte hein

Jo Tere Dar se Yaar firte hein
Dar badar Yunhi khwaar firte hein

Us Gali ka Gadaa hun Mein Jismein
Mangte Taajdaar firte hein

Jaan hai Jaan kya nazar aaye
Kyun adoo girde gaar firte hein

Phool kya dekhun Meri aankhon mein
Dashte Tayba ke khaar firte hein

Lakhon Qudsi hein kaame khidmat par
Lakhon girde mazaar firte hein

Hasye gaafil Wo kya jagah hai jahan
Paanch jaate hein chaar firte hein

Haaye kal ayesh to kiye Hamne
Par Aaj Wo be-karaar firte hein

Koi kyun puchhe Teri baat RAZA
Tujse Kutte hazaar firte hein

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Chamak Tujhse Pate hain Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / with Tazmeen

Mere Gyarwi wale Peer Ghaus-e-aazam Dastageer Lyrics / मेरे ग्यारवी वाले पीर, गौसे आज़म दस्तगीर

Tumne Shahe Jilan Mujhe Baghdad bulaya Lyrics in English Hindi Urdu / तुमने शह-ए-जिलान ! मुझे बग़दाद बुलाया