Sunte Hai Ke Mehshar Mai


Sunte hai ke mehshar me sirf unki rasai hai
Gar unki rasai hai lo jab to ban aai hai

Machla hai ke rehmat ne ummid bandhai hai
Kya baat teri mujrim kya baat banai hai

Sab ne shab-e-mehshar me lalkar diya ham ko
Ae bekaso ke aqa ab teri duhai hai

Bazar-e-amal me to soda na bana apna
Sarkar karam tujme aebi ki samai hai

Ae dil ye sulagna kya jalna hai to jaldi uth
Dam gutne laga zalim kya dhumi ramai hai

Mujrim ko na sharmao ahbab kafan dhak do
Muh dekh ke kya hoga parde me bhalai hai

Ab ap hi sambhale to kam apne sambhal jae
Hamne to kamai sab khelo me gavai hai

Ae ishq tere sadke jalne se chhute saste
Jo aag buja degi vo aag lagai hai

Tayba na sahi afzal Makka hi bada sahid
Ham ishq ke bande hai kyu baat badai hai

Matlame ye shak kya tha vallah RAZA parva
Sirf unki rasai hai Sirf unki rasai hai

Comments

Popular Naat Lyrics

Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics || तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह || Owais Raza Qadri

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ENG HINDI URDU

Wo Mera Nabi hai Lyrics || Wo Jiske liye Mehfile Konain saji hai || वो मेरा नबी है || वो जिसके लिए महफिले कोनैन सजी है || وو جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے || Lyrics

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || ENG HINDI URDU

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya || गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया || Lyrics || Haifz Tahir Qadri

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सलीम || Danish & Dawar

Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar || सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI):

Shahe Do Alam Salam Assalam || शाहे दो आलम सलाम अस्सलाम || شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام || Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Aye Khatme Rasool Makki Madani || अये खत्मे रसूल मक्की मदनी || اے ختم رسول مکّی مدنی || Lyrics || Hafiz Uzair Akhtari

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics || अपने मालिक का में नाम लेकर || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & اردو(Urdu)

Facebook Page