Arsh-e-Haq Hai Masnad-e-Rif'at Rasulallah Ki





Arsh-e-Haq Hai Masnad-e-Rif'at Rasulallh Ki
Dekhni Hai Hashr Mai Izzat Rasulallah Ki

Kabr Mai Lehraenge Ta Hashr Chashme Noor Ke
Jalva Farma Hogi Jab Tal'at Rasulallah Ki

La V Rabbil Arsh Jis Ko Jo Mila Un Se Mila
Bat ti hai Kaunain Mai Na'amt Rasulallah Ki

Vo Jahannam Mai Gaya Jo Unse Mustagni Hua
Hai Khalilullah Ko Hajat Rasulallah Ki

Suraj Ulte Paao Palte Chand Ishare Se Ho Chaak
Andhe Najdi Dekhle Kudrat Rasulallah Ki

Tum Se Aur Jannat Se Kya MAtlab Wahhabi Dur Ho
Ham Rasulallah Ke Jannat Rasulallah Ki

Ham Bhikari Voh Kareem Unka Khuda Unse Fazoon
Aur Na Kehna Nahi Aadat Rasulallah Ki

Ahle Sunnat Ka Hai Beda Paar As'hab-e-Huzur
Najm Mai Aur Naav Hai Itrat Rasulallah Ki

Khaak ho Kar Ishk Mai Aram Se Sona Mila
Jaan Ki Aksir Hai Ulfat Rasulallah Ki

Toot Jaenge Gunah Garon Ke Fauran Kaid o Band
Hashr Ko Khul Jaegi Takat Rasulallah Ki

Ae RAZA Khud Sahib-e-Qra'aa Hai Madda-e-Huzur
Tujse Kab Munkin Hai Fir Mid'hat Rasulallah Ki

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana || Madani Sehra || Lyrics || फ़ज़्ले रब्बे पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना || मदनी सेहरा || فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا || Haifz Tahir Qadri

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ہمنے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر || ENG HINDI URDU

al-madad peeraan-e-peer , gaus-e-aa'zam dastageer || अल-मदद पीरान-ए-पीर , या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर || المدد پیران پیر || Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI) & (URDU) اردو

Wo Mera Nabi hai Lyrics || Wo Jiske liye Mehfile Konain saji hai || वो मेरा नबी है || वो जिसके लिए महफिले कोनैन सजी है || وو جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے || Lyrics

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ || ENG HINDI URDU

Shahe Do Alam Salam Assalam || शाहे दो आलम सलाम अस्सलाम || شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام || Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics || अपने मालिक का में नाम लेकर || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & اردو(Urdu)

Imdad kun Imdad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir || Lyrics || इमदाद कुन इमदाद कुन, या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर || امداد کن امداد کن یا غُوثُ الْاَعْظَم دَسْت گِیر || Owais Raza Qadri

Ye Chamak Ye Damak Ye Faban ye Mahek Lyrics || ये चमक ये दमक , ये फबन ये महक