aaj ikattha hain daanish wara ne watan aaj ikattha hain daanish wara ne watan yaani ulma wa shoraye fikr aur fann saahibane nazar haasile anjuman nukta daan wa fasihane ahle sunan hai adeebo khatibe zubano sukhan yeh raza ka chaman hai raza ka chaman azmate sidqe siddiqe akbar liye adle farooqe aazam ka mazhar liye sabr-e-usman gani ka samandar liye kuwate daste baazuye haidar liye nikhate range hazrat hussain o hassan yeh raza ka chaman hai raza ka chaman isme ajmeri khwaja ki hai khwajgi sayyed masood gaazi ka gulshan yahi yeh hai fulwari ashraf jahangir ki rang wa buye bareili wa mahrehravi ispe saaya fagan panjaye panjatan yeh raza ka chaman hai raza ka chaman dekho ahmed raza kha ke neze ki maar ho gaya jisse aada ke seene mein gaar hashmati sher beshye sunnat ka waar bach ke jaane na paye wahabi shikaar jubbe sadrushriya hai baatil shikan yeh raza ka chaman hai raza ...