Posts

Showing posts with the label simple naat

Hai Noor-e-Sahar Chehre se Tere Lyrics | Assub hu bada min tal'atihi / है नूर-ए-सहर चेहरे से तेरे | अस्सुब्हु बदा मिन तलअतिहि

hai noor-e-sahar chehre se tere - English Naat-Khwaan: Wahid Zafar Usaid Zahid Siddique Hafiz Tahir Qadri allahu allahu allahu allah allahu allahu allahu allah assub-hu bada min tal'atihi wallay lu daja minw-wafarati-hi hai noor-e-sahar chehre se tere aur shab ki ronak zulfon se allahu allahu allahu allah kanz-ul karami maula-nni-a'ami haadil umami li-shari'ati hi nai'mat ka khazina hein maula ganjina-e-rahmat hein aaqa hadi hein tamami ummat ke aur rahnuma hein shari'at ke allahu allahu allahu allah sha'ati-s-shajaru nataqa-l-hajaru shaqqa-l-qamaru bi isharati-hi ungali ke ishare ped chale aejaaz se patthar bol uthe aur chand hua hai do tukde angusht ke ek ishare se allahu allahu allahu allah jibrilu ata laylata asara war-rabbu da'aa fi hadarati hi jibril-e-ameen paigham-e-khuda le kar aaye the shab-e-asra allah ne arsh pe bulwaya qurbat ka sh...

Faslon ko Takalluf hai ham se agar Lyrics / फासलों को तकल्लुफ है हम से अगर

faaslon ko takalluf hai ham se agar faaslon ko takalluf hai ham se agar ham bhi be-bas nahin be-sahaara nahin khud unhi.n ko pukaarenge ham door se raaste mein agar paaon thak jayenge ham madine mein tanha nikal jaaeinge aur galiyon mein qasdan bhatak jaaeinge ham wahaan jaake waapas nahin aaenge dhundhte dhundhte log thak jaaenge jaise hi sabz gumbad nazar aayega bandagi ka kareena badal jaayega sar juka ne ki fursat milegi kise khud hi palkon se sajde tapak jaaenge naam-e-aaqa jahaan bhi liya jaaega zikr unka jahaan bhi kiya jaaega noor hi noor sinon mein bhar jaaega saari mehfil me\in jalwe lapak jaaenge aye madine ke zaair! KHuda ke liye daastaan-e-safar mujhko yun mat suna baat badh jaaegi dil tadap jaayega mere mohtaat aansu chhalak jaayenge unki chashm-e-karam ko hai iski khabar kis musaafir ko hai kitna shauk-e-safar ham ko iqbal jab bhi ijaazat mili h...

Meri Ulfat Madine se yun hin nahin Lyrics / मेरी उल्फ़त मदीने से यूँ ही नहीं

Image
meri ulfat madine se yun hi nahi meri ulfat madine se yu hi nahi mere aaqa ka roza madine mein hai main madine ki janib na kaise khichu mera deen aur duniya madine mein hai arsh-e-aazam pe jiski badi shan hai roza-e-mustafa jiski pehchan hai jiska ham-palla koi mohalla nahin ek aisa mohalla madine mein hai phir mujhe maut ka koi khatra na ho maut kya zindagi ki bhi parwah na ho kash sarkar ek baar mujhse kahein aa tera jina marna madine mein hai meri ulfat madine se yun hi nahi mere aaqa ka roza madine mai hai mai madine ki janib na kaise khichu mera deen aur duniya madine mai hai esi khushbu chaman ke gulon mein nahin jaisi khushbu nabi ke paseene mein hai मेरी उल्फ़त मदीने से यूँ ही नहीं मेरी उल्फ़त मदीने से यूँ ही नहीं मेरे आका का रोज़ा मदीने में है मैं मदीने की जानिब न कैसे खिंचूँ मेरा दीन और दुनिया मद...

Jahan roza-e-paak-e-khairul wara hai Lyrics / जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है / جہاں روضۂ پاکِ خیر الورٰی ہے

jahaan roza-e-paak-e-khairul wara hai jahaan roza-e-paak-e-khairul wara hai wo jannat nahi hai to fir aur kya hai kahan main aur kahan ye madine ki galiyan ye kismat nahi hai to fir aur kya hai muhammad ki azmat ko kya poochhte ho ke wo saahib-e-kaaba-kawsain thehre bashar ki sare arsh mehmaan-nawaazi ye azmat nahi hai to fir aur kya hai jo aasi ko kaamli mein apni chhupa le jo dushman ko bhi zakhm kha kar dua de use aur kya naam dega zamaana wo rehmat nahi hai to fir aur kya hai qayamat ka ek din mu’ayyann hai lekin hamare liye har naqas hai qayamat madine se hum jaa-nisaaron ki doori qayamat nahi hai to fir aur kya hai tum iqbal ye naat keh to rahe ho magar ye bhi socha ke kya kar rahe ho kahan tum kahan madh-e-mamdooh-e-yazdaan ye jurrat nahi hai to fir aur kya hai जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है वो जन्नत...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hum Husain wale hein Lyrics / हम हुसैन वाले हैं / ہم حسین والے ہیں