Posts

Showing posts with the label piyare hein Muhammad

Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Lyrics || अल्लाह ने कुछ ऐसे उतारे हैं मुहम्मद || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Nabiyallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Nabiyallah Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Har Daur mein har shakhs ko pyaare hein Muhammad Allah ne jahaanon ko bana kar ye pukaara Ye Donon jahaan sirf Tumhaare hein Muhammad Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Khaalik ne banaaya hai Tumhein Noor se Apne Hasnain Isi Noor ke paare hein Muhammad Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Abdullah ke hein Noore Nazar Jaano Jigar bhi Aur Aamena BiBi ke Dulaare hein Muhammad Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Sarkaar ka Milaad manaata nahin jo bhi Wo soch le Kausar ke kinaare hein Muhammad Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Wallah ye Suraj ye sabhi chaand sitaare Ye Naqshe qadam Aapke saare hein Muhammad Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Hai Donon Jahaanon mein hi Rehmat Tere dam se Ye Donon Jahaan Tune sanwaare hein Muhammad Allah ne kuchh aese utaare hein Muhammad Jis Shakhs ne Mehshar mein...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed Lyrics / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام