Roman(ENG): har dard se chhutkaara dila dijiye aaqa ! mujhko bhi madine me.n bula lijiye aaqa ! wa-allah 'umar qatl ki niyyat se chale the dekha to kaha , kalma padha dijiye aaqa ! ye kehne lage roke nabi se 'ali maula doobe hue suraj ko fira dijiye aaqa ! ye saanp ne ro kar ke kaha ghaar ke andar mujhko bhi zara chehra dikha dijiye aaqa ! sarkaar ka dar dekha to fir mere raza ne ye 'arz kiya parda utha dijiye aaqa ! jo bughz rakkhe taaj-e-shariyat se hamaare us shakhs ko mitti me.n mila dijiye aaqa ! baghdaad ke jo kutte he.n shero.n se bhi badh kar un kutto.n ka kutta hi bana dijiye aaqa ! badkaar nikamma hai agar noor ali to taiba me.n bula kar ke saza dijiye aaqa ! Naat-Khwaans : Noor Ali हिंदी (HINDI): हर दर्द से छुटकारा दिला दीजिये आक़ा ! मुझको भी मदीने में बुला लीजिये आक़ा ! वल्लाह 'उमर क़त्ल की निय्यत से चले थे देखा तो कहा कलमा पढ़ा दीजिये आक़ा ! ये कहने लगे रोके नबी से ...