Posts

Showing posts with the label nat

Ya Ilahi Har Jagah Teri Ata Ka Sath Ho Lyrics / या इलाही हर जगह तेरी अता का साथ हो

ya ilahi har jagah teri ata ka saath ho ya ilahi har jagah teri ata ka saath ho jab pade mushkil shah-e-mushkil kusha ka saath ho ya ilahi bhul jaun naz'a ki taklif ko shadi-e-didaare husne mustafa ka saath ho ya ilahi gor-e-tira ki jab aae sakht raat un ke pyare munh ki sub'he ja fiza ka saath ho ya ilahi jab zabaanein bahar aaein pyas se sahib-e-kausar shah-e-joodo ata ka saath ho ya ilahi garmi-e-mehshar se jab bhadke badan daman-e-mehboob ki thandi hawa ka saath ho ya ilahi nama-e-aa'mal jab khulne lagein a'yeb posh-e-khalq sattar-e-khata ka saath ho ya ilahi jab sar-e-shamsheer par chalna pade rabb-e-sallim kehne wale gham zuda ka saath ho ya ilahi jab raza khwaab-e-giraan se sar uthaae daulat-e-bedar-e-ishq-e-mustafa ka saath ho या इलाही हर जगह तेरी अता का साथ हो या इलाही हर जगह तेरी अता का साथ हो जब पड़े मुश्किल शहे-मुश्किल कु...

Karam Mangta hoon Ata Mangata hoon Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n 'ataa kar tu shaah-e-kareemi ka sadqa 'ataa kar de shaan-e-raheemi ka sadqa na maangunga tujhse to maangunga kis se tera hu.n mai.n tujhse dua maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n jo muflis hei.n unko tu daulat 'ata kar jo beemaar hei.n unko sehat 'ata kar marizo.n ki khaatir shifa maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n meri Jo bahenei.n, kunwaari hei.n maula ! unhei.n nek rishta 'ataa kar de maula ! mai.n sadqa-e-zahraa sada maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n jo naadaar hei.n kuchh nahi.n jinke palle unhei.n bhi dikhaade haram ke tu jalwe huzoori ho sab ki dua maangata hu.n ila...

Banda Milne ko kareeb-e-Hazrate Qadeer gaya

Banda Milne Ko Kareebe Hazrat-e-Qadir Gaya Lama-e-Batin Mai gumane jalva-e-Zahir gaya Teri Marzi Paa gaya Suraj Fire Ulte kadam Teri Ungali uth gaee Mah ka kaleja chir gaya Teri Rehmat se Safee-u-llah ka Beda paar tha Tere Sadke Mai Naji-u-llah ka bajra tir gaya Teri Aamad thi ke Baytullah Mujre ko juka Teri Haibat thi ke har boot Thar Thara kar gir gaya Momeen Un ka kya hua Allah Us ka Ho gaya Kafeer un se kya fira Allah hi se fir gaya Muj ko Deevana Batate ho mai vo hushyar hu paao jab tauf-e-Haram mai Thak gae sar Fir gaya Rehmatul-lil-Alami Aafat mai hu kaisi karu Mere Maula Me To is dil se bala mai gir gaya Mai Tere Hatho ke sadke kaisi kankariya thi vo Jinse Itne Kafeero ka Daf'atan Muh Fir gaya Kyu Janab-e-Bu Huraira Tha Vo Kaisa Jaam-e-Sher Jis se Sattar Sahibo ka Dudh se Muh Fir gaya Vasata Pyare Ka Esa Ho ke Jo Sunni Mare  Yu na Farmae Tere Shahid ke Vo Fajir gaya Arsh Pe Dhumai mache Vo Momin-e-Saleh Mila Farsh pe Matam Uthe Vo Tayyebo Ta...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Imdad kun Imdad kun Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا