Roman(ENG): jab husn tha unka jalwaa-numa, anwaar ka 'aalam kya hoga har koi fida hai bin dekhe, deedaar ka 'aalam kya hoga ek simt 'ali, ek simt 'umar, siddiq idhar, usmaan udhar in jagmag-jagmag taaro.n me.n, mahtaab ka 'aalam kya hoga har koi fida hai bin dekhe, deedaar ka 'aalam kya hoga chaahe.n to ishaare se apne kaaya hi palat de duniya ki ye shaan hai unke ghulaamo.n ki, sardaar ka 'aalam kya hoga har koi fida hai bin dekhe, deedaar ka 'aalam kya hoga sunte he.n arab ke zarro.n par, anwaar ki baarish hoti hai aye najm na jaane taiba ke, gulzaar ka 'aalam kya hoga har koi fida hai bin dekhe, deedaar ka 'aalam kya hoga Naat-Khwaans : Owais Raza Qadri हिंदी(HINDI): जब हुस्न था उनका जलवा-नुमा , अनवार का 'आलम क्या होगा हर कोई फ़िदा है बिन देखे, दीदार का 'आलम क्या होगा एक सिम्त 'अली , एक सिम्त 'उमर, सिद्दीक़ इधर , उस्मान उधर...