Posts

Showing posts with the label lyrics of qavali

Bhar do jholi Meri Ya Muhammad / भर दो झोली मेरी या मोहम्मद / بھر دو جھولی میری یا محمد

bhar do jholi meri ya muhammad Naat-Khwaan: Sabri Brothers shah-e-madina suno iltija khuda ke liye karam ho muj pe habeeb-e-khuda khuda ke liye huzur gunchah-e-ummid ab to khil jaaye tumhare dar ka gada hoon bhikh mil jaaye bhar do jholi meri ya muhammad laut kar main na jaaunga khaali tumhare aastane se zaman kya nahin paata koi bhi dar se khaali maangne waala nahin jaata tum zamane ke mukhtar ho ya nabi be-kason ke madadgaar ho ya nabi sabki sunte ho apne ho ya gair ho tum gareebon ke ghamkhaar ho ya nabi bhar do jholi meri... ham hai ranj o museebat ke maare hue sakht mushkil mein hai gham se haare hue ya nabi kuchh khudara humein bhikh do dar pe aaye hain jholi pasaare hue bhar do jholi meri... hai mukhalif zamana kidhar jaaye hum haalat-e-be-kasi kisko dikhlaaye hum hum tumhare bhikhari hain ya mustafa kiske aage bhala haath failaaye...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ