Roman (Eng) : Madina dikha Maula Marne se pehle Mere Maula Mere Maula Mere Maula Saanson ki maala ki dhar ne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Jo Unke karam ka Ishaara mile to Sawarti hai qismat sawarne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Firishte bhi lete hein pehle Ijaazat Haram ki Zameen par utarne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Nahni fikr koi ke hai khaali daaman Samandar bhi khaali tha bhar ne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Ye Rehmat ke Dariya Unhi se rawaan hein Chalo doob jaayein ubharne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Hai Noore Khuda Unki hasti mein shaamil Zara soch lena mukarne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Junaido Asad kya sadaaein karein Ham Sadaa jaante hein wo karne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle हिंदी(Hindi) : मदीना दिखा मौला मरने से पहले मेरे मौला मेरे मौला मेरे मौला सांसों की माला के धर ने से पहले मदीना दिखा मौला मरने से पहले जो उनके करम का इशारा मिले तो सवरती है क़िस्मत सवरने से पहले...