mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina nahin maal-o-zar to kya hai, main garib hun yahi naa mere ishq mujhko le chal, tu hi jaanib-e-madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina deedar-e-mustafa ko, aankhein taras rahi hein dushwaar ho gaya hai, unke bagair jina madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina tasweer-e-mustafa jo nazar aa rahi hai dil mein main sochta hun dil mein, mera dil hai ya madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina mujhe gardishon na chhedo, mera hai koi jahaan mein main abhi pukaar lunga, nahin door hai madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina shab-o-roz badh raha hai, meri tishnagi ka aalam ye pyaas kab bujegi, mere saak...