Posts

Showing posts with the label ayisha abdul basit

Duaon mein Meri Khudaya asar de Lyrics / दुआओं में मेरी खुदाया असर दे

duaon mein meri khudaya asar de duaon mein meri khudaya asar de meri kawishon ka muje tu samar de karu ahle duniya ke gham ka madawa mere hath mein koi aesa hunar de bhatakta fira hun mein manzil ki khatir jo fal-dar ho koi aesa shajar de ata kar mere dil ko taskeen ya rabb mein kab mangta hu ke laaho-gohar de mein duniya ke mahelon ka talib nahin hu meri ye dua hai ke jannat mein ghar de jo maa baap ka dard rakhta ho dil mein khudaya muje aesa noore nazar de khushi deke wapas na lena kabhi tu na ho sham jiski tu aesi saher de muje maalo zar de ke magroor na kar mere dil mein allah tu apna dar de tamanna hai meri ho deedar tera nazar aaye mujhko tu aesi nazar de duaon mein meri khudaya asar de meri kawishon ka muje tu samar de दुआओं में मेरी खुदाया असर दे दुआओं में मेरी खुदाया असर दे मेरी कोशिशों का मुझे तू समर दे करूँ अहले दुनिया के ग़म का मदावा मेरे हाथ में कोई ऐसा हुनर दे...

Mera Khuda badha hai Lyrics || Ayisha Abdul Basith

Ye Mat kaho Khuda se Meri Mushkilein badhi hein Ye Mushkilon se keh do Mera Khuda badha hai Aati hei aandhiyan to Kar Unka Khair Makhdam Tufan se ladhne , Khuda ne Tuje gada hai Ye Mat kaho Khuda se Meri Mushkilein badhi hein Ye Mushkilon se keh do Mera Khuda badha hai Agni(fire) mein tapke Sona(gold) hai aur bhi nikharta Durgam ko paar karke , Himalay koi chadha hai Layegi rang mehnat aakhir Tumhari ek din Hoga wishal darkhat wo beej jo padha hai Ye Mat kaho Khuda se Meri Mushkilein badhi hein Ye Mushkilon se keh do Mera Khuda badha hai

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है