Mera Khuda badha hai Lyrics || Ayisha Abdul Basith

Ye Mat kaho Khuda se Meri Mushkilein badhi hein
Ye Mushkilon se keh do Mera Khuda badha hai

Aati hei aandhiyan to Kar Unka Khair Makhdam
Tufan se ladhne , Khuda ne Tuje gada hai

Ye Mat kaho Khuda se Meri Mushkilein badhi hein
Ye Mushkilon se keh do Mera Khuda badha hai

Agni(fire) mein tapke Sona(gold) hai aur bhi nikharta
Durgam ko paar karke , Himalay koi chadha hai

Layegi rang mehnat aakhir Tumhari ek din
Hoga wishal darkhat wo beej jo padha hai

Ye Mat kaho Khuda se Meri Mushkilein badhi hein
Ye Mushkilon se keh do Mera Khuda badha hai

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Chamak Tujhse Pate hain Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / with Tazmeen

Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे

Mere Gyarwi wale Peer Ghaus-e-aazam Dastageer Lyrics / मेरे ग्यारवी वाले पीर, गौसे आज़म दस्तगीर