aye rahmat-e-do aalam salle ala muhammad aye rahmat-e-do aalam salle ala muhammad qurbaan tum pe hardam salle ala muhammad qurbaan jaun aaqa kya shaan hai tumhaari qurbaan tum pe hardam salle ala muhammad jab aaqa muskurate rahmat ke phool jaDte kya khoob hai tabassum salle ala muhammad aye kaash ke madina ban jae mera seenaa dil mein base tilaawat salle ala muhammad maskan bane madina madafan bane madina hai aarzu ye hardam salle ala muhammad asif ki hai tamanna sarkaar-e-do jahaa.n ki ulfat mein nikle ye dam salle ala muhammad अए रहमत-ए-दो आलम सल्ले अला मुहम्मद अए रहमत-ए-दो आलम सल्ले अला मुहम्मद कुर्बान तुम पे हरदम सल्ले अला मुहम्मद कुर्बान जाऊँ आका क्या शान है तुम्हारी कुर्बान तुम पे हरदम सल्ले अला मुहम्मद जब आका मुस्कुराते रहमत के फूल झड़ते क्या ख़ूब है तबस्सुम सल्ले अला मुहम्मद अए काश कि मदीना बन जाए मेरा सीना दिल में बसे तिलावत स...