Jaago sunniyon jaago Naat Lyrics



Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Jis cheez ki aaj zarurat hai  
Vo sunni ki be dari hai
Gar jaag gaya ye sunni to 
Fir har takat pe bhari hai

Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Har koi apne maslak se
Vabasta ho ke jeeta hai
Kyu sunni apne maslak ke 
Izhar se ab tak aari hai

Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Tu dekh le apne maazi ko
Is millat ke har gazi ko
Har zalim gazib larza hai
Shaitan pe haibat tari hai

Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Mat darna in tang raho se
Mat darna in bad khao se
Jab sath hai tayba ke vali
Fir aage kya dushvari hai

Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Islam ke galbe ki manzil 
Ek roz hame mil jaegi
Jo bhasam karegi batil ko
Vo apni hi chingari hai

Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Jab tak bhi zinda rehna hai
Hak kaul zabaa se kehna hai
Kya dar hai maut ka ae Asif
Jab jaana apni bari hai

Jaago sunniyon jaago 
Ab sar ko utha kar jina hai

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu