Aye Khatme Rusool Makki Madani Roman (Eng) : Normal : Aye Khatme Rusool Makki Madani Konain mein Tumsa koi nahin Aye Noore Mujassam Tuj jaisa Mahboob Khuda ka koi nahin Ausaaf to sab ne paaye hein Par husn me.n Tum sa koi nahi.n Aadam se Janaabe Isa tak Sarkar ke jaisa koi nahin Tu hai Khursheede Risaalat Pyare Chhup gaye hein Teri wila mein Taare Ambiya aur he.n sab Maah Paare Tuj se hi Noor liya karte hein Ausaaf to sab ne paaye hein Par husn me.n Tum sa koi nahi.n Ho Jaaye agar ek Chashme Karam Mahshar mein Hamaari laaj rahe Aye Shaaf-e-Mehshar Tere Siwa Bakhshish ka sila koi nahin Khairat Muhammad se pa kar Kis Shaan se kehte hein Mangte Dukhiyon pe Karam karne wala Sarkar se acchha koi nahin Aye Khatme Rusool Makki Madani Konain mein Tumsa koi nahin Aye Noore Mujassam Tuj jaisa Mahboob Khuda ka koi nahin Special: aye khatm-e-rusool makki madani kaunain me.n tumsaa ko.ii nahi.n aye nuur-e-mujassam tujh jaisa mahbuub KHudaa ka ko.ii nahi.n ausaaf to sab ne paaye h...