Posts
Showing posts with the label Abdul Raoof Rufi
- Get link
- X
- Other Apps
meetha meetha hai mere muhammad ka naam meetha meetha hai mere muhammad ka naam unpe lakhon karodon duroodo salam jisne aake sawara hai darain ko jiski rahmat ne dhanpa hai kaunain ko jiske dam se hi ye ronakein hein tamam unpe lakhon karodon duroodo salam wohi hasani husaini chaman ke hein phul noore maula ali jaane zohra batool jiske nana rasoole khuda zi maqam unpe lakhon karodon duroodo salam waqt laye khuda jaayen darbar par aur khade ho ke roza e sarkar par pesh mil kar karen hum duroodo salam unpe lakhon karodon duroodo salam मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम उनपे लाखों करोड़ों दुरूदो सलाम जिसने आके सँवारा है दरैन को जिसकी रहमत ने ढँप लिया कौनेन को जिसके दम से ही ये रौनकें हैं तमाम उनपे लाखों करोड़ों दुरूदो सलाम वही हसनी हुसैनी चमन के हैं फूल नूर-ए मौला अली जान-ए ज़हरा ब...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Duniya ke Aye Musafir ! Manzil Teri qabar hai Tay kar raha hai jo Tu, Do Din ka ye safar hai Jab se bani hai Duniya, Lakhon karodon aaye Baqi raha na koi, mitti mein sab smaaye Is baat ko na bhulo sab ka yahi hashar hai Manzil Teri qabar hai Duniya ke Aye Musafir ! Ye aalishan bangale, kisi kaam ke nahi hai Mehlon mein sone waale, mitti mein so rahe hai Do gaz zamee.n ka tukda, chhota sa Tera ghar hai Manzil Teri qabar hai Duniya ke Aye Musafir ! Ankho.n se Tune Apni dekhe kai janaaze Hatho.n se Tune apne dafnaae kitne murde Anjaam se Tu apne kyu.n itna be-khabar hai Manzil Teri qabar hai Duniya ke Aye Musafir ! Duniya ke Aye Musafir ! Manzil Teri qabar hai Tay kar raha hai jo Tu, Do Din ka ye safar hai Naat Khvan : Abdul raoof Rufi
- Get link
- X
- Other Apps
Marhaba Maahe Ramzanul Mubarak Marhaba Sad Marhaba Teri aamad se ujala ho gaya sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Ashra e Avval Mubarak Mo'mino ramzan ka Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Silsila jaari hua hai Rehmat e Ramzan ka Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Gunj uthengi tilawat ki sadayen har taraf Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Gulgula hoga daro deewar se qur'aan ka Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Aasman se hogi har dam barish e anwar e haq Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Barmala iz'har hoga ab khuda ki shan ka Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Roza-daron ko milega is mahine ye sila Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Jagamaga uthega har chehre pe noor iman ka Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Maahe Ramzanul Mubarak Rehmat e haq rozadaron par banegi sayebaan Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad Marhaba Kese noorani farishta hoga jismo jaan ka Marhaba Sad Marhaba Marhaba Sad...
- Get link
- X
- Other Apps
Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah Hai Konain mein be-misaal Allah Allah Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah Katein sar bhi jinke Sunaayein Tilaawat Hai Aesi Muhammad ki Aal Allah Allah Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah Are Aesa Daata kahin na milega Jo de bhik Qabl Sawaal Allah Allah Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah Jo zere sitam bhi wo yaad aayi surat Tadap kar kahein fir Bilaal Allah Allah Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah
- Get link
- X
- Other Apps
Do Aalam ke Rehbar Nabi ji Hamare Rasoolon ke Sarwar Nabi ji Hamare Har Ek Taajwar le raha hai Unhi se Jagaayein Mukaddar Nabi ji Hamare Rasoolon ke Sarwar Nabi ji Hamare Wohi Jaane Jaan hein Wo Jaane Jahaan hein Hein Aalam ka mehwar Nabi ji Hamare Rasoolon ke Sarwar Nabi ji Hamare Hamaare liye jaake gaare hira mein Rahe rote aksar Nabi ji Hamare Rasoolon ke Sarwar Nabi ji Hamare Shafaat bhi farmayeinge Wo Hamari Hamein denge Kausar Nabi ji Hamare Rasoolon ke Sarwar Nabi ji Hamare Do Aalam ke Rehbar Nabi ji Hamare Rasoolon ke Sarwar Nabi ji Hamare
- Get link
- X
- Other Apps
Shaahe Madina Shaahe Madina Shaahe Madina Shaahe Madina Tayba ke waali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Jalwe hein saare Tere hi Dam se Aabad Aalam Tere qaram se Baki har ek shai'a nakshe khayali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Tere liye hi Duniya bani hai Nile falak ki chaadar tani hai Tu agar na hota Duniya thi khaali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Qadmon mein Tere Arshe Bari hai Tujsa Jahan mein koi nahin hai Kandhe pe Tere Kamli hai kaali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Mazhab hai Tera sab ki bhalaai Maslak hai Tera Mushkil Kushai Dekh Apni Ummat ki Khasta Hali Saare Nabi Tere Dar ke sawali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Hai Noor Tera Shamso Qamar mein Tere labon ki laali Saher mein Phoolon ne Teri Khushbu churaa li Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina S...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (English) Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni Meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin Ishqe shahe batha se pehle Mufliso khasta haal tha Mein jee Naame Muhammd ke Mein qurbaan Ab wo Mere halat nahin Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin Tu bhi aa Is dar pe yahan to Sab ki bigdi banti hai yaha Ik Teri Taqdeer banana Unke liye kuchh baat nahi Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin Yaade nabi mein Din jo guzre Wo Din sabse behtar hein jee Yaade nabi mein Raat jo bite Us se behtar Raat nahin Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin हिंदी जितना दिया सरकार ने मुझको उतनी मेरी औकात नहीं ये तो करम है उनका वरना मुझमें तो ऐसी बात नहीं इश्क़े शहे बत्हा से पहले मुफ़लिसों खस्ता हाल था में जी नाम मुहम्मद के में क़ुर्बान अब वो मेरे हालात नहीं...
- Get link
- X
- Other Apps
Aj hai Eid da dehwar Mein Madine howa ha Jekar karam karo Sarkar Mein Madine howa ha Har koi khush thi Eid manawe Har koi sohne kapde paawe Ik mein rowa zaro zar Mein Madine howa ha Aj hai Eid da dehwar Mein Madine howa ha Jekar karam karo Sarkar Mein Madine howa ha Sengiyan Saiyan Eid manawan Surkhiya Mehndiya kajle pawan Mein ko bhul gaya haar singar Mein Madine howa ha Aj hai Eid da dehwar Mein Madine howa ha Jekar karam karo Sarkar Mein Madine howa ha Nikhde Sajna kungal lawan Hath wich Hath paan khilde jawan Mein haa sajna to bezar Mein Madine howa ha Aj hai Eid da dehwar Mein Madine howa ha Jekar karam karo Sarkar Mein Madine howa ha Nal Khalil Hassan wi howe Mar janan ja naan wi howe Gin ke ghar da ghar ik war Mein Madine howa ha Aj hai Eid da dehwar Mein Madine howa ha Jekar karam karo Sarkar Mein Madine howa ha
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...







.png)

