Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah Lyrics
Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah
Hai kaunain mai be misal Allah Allah
Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah

Katen sar bhi jinke Sunayen Tilvat
Hai esi Muhammad ki aal Allah Allah
Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah

Are Esa data kahi na milega
Jo de bhik Qabl Sawaal Allah Allah
Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah

Jo zere sitam bhi wo yaad aayi surat
Tadap kahen fir bilal Allah Allah
Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah


Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Eng & Hindi Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)