Do Alam ke rehbar nabi ji hamare
Rasoolon ke sarwar nabi ji hamare
Har ek taajwar le raha hai unhi se
Jagayen mukaddar nabi ji hamare
Rasoolon ke sarwar nabi ji hamare
Wohi jaane jaa hain wo jaane jaha hain
Hain aalam ka mehvar nabi ji hamare
Rasoolon ke sarwar nabi ji hamare
Hamare liye jaake gaare hira mai
Rahe rote aksar nabi ji hamare
Rasoolon ke sarwar nabi ji hamare
Shafa'at bhi farmayenge wo hamari
Hame denge kausar nabi ji hamare
Rasoolon ke sarwar nabi ji hamare
Do Alam ke rehbar nabi ji hamare
Rasoolon ke sarwar nabi ji hamare